Childhood Lovely Poetry

Childhood Lovely Poetry





Chalo Phir Dhoondh Lety hian usi Nadaan Bachpan ko,
Unhi Masoom Khushion Ko , Unhi Rangeen Lamhoon ko,

Jahan Ghum ka Pata Na tha, Jahan Dukh Ki Smajh Nah thi
Jahan bas Muskuraat the, Baharain hi Bahrain theen,

Keh jab Sawan barasta tha tu us kaghaz ki Kashti ko
Bannana, phir dabona, Bht Acha sa lagar tha,
Aor iss Duniya ka har chahra acha lgta tha,


Chalo Phir Dhoondh Lety hian usi Nadaan Bachpan ko,
Unhi Masoom Khushion Ko , Unhi Rangeen Lamhoon ko,



Previous
Next Post »